Hindi Jankari Sarkari Yojana

NREGA Job Card List 2020-21 (State Wise) | Download MGNREGA Job Card Online, @nrega.nic.in

Check [State Wise] NREGA Job Card List 2021:- Ministry of Rural Development Government of India ne NREGA Job Card List 2020-21 National Rural Employment Department ke official website par jaari kar diya hai. Mahatma Gandhi National Rural Employment Guarantee Act (MGNREGA) ke tahat Rojgar pane ke liye desh ke jis bhi State ke nagrik Job Card ke liye aavedan kar chuke hain. Aur NREGA Job Card List me apna naam dekhna chahte to ab online check kar sakte hain.

Mahatma Gandhi NREGA Job Card List me apna naam kaise dekhen. To is article me puri jankari diya gya hai. Iske alava (State Wise) link bhi provide karaya gya hai. Sabhi labharthi jinhone MGNREGA Job Card ke liye aavedan kar chuke hain, Is post me diye gye link ke madhyam se NREGA Job Card List 2020-21 me naam ki janch kar sakte hain.

UPDATE:- राष्ट्रीय ग्रामीण रोजगार विभाग ने आधिकारिक वेबसाइट https://nrega.nic.in/ पर MGNREGA जॉब कार्ड लिस्ट राज्य वार जारी किया गया है, जिसे इस वेबसाइट पर उपलब्ध सीधे लिंक की मदद से अपना नाम देख सकते है यदि आपने आवेदन किया है तो|

NREGA Job Card List 2020-21 Download

Bata den ki Central Government dwara shuru ki gyi is Mahatma Gandhi National Rural Employment Guarantee Act 2005 (MGNREGA) ke antargat Desh ke sabhi garib nagriko ko Job Card pradan kiya jata hai. Mukhya roop se Central Govt. ne is Scheme ko garib nagriko ki livelihood security badhane ke udeshya se Job Card pradan karti hai.

Desh ke jo bhi nagrik MGNREGA JOB CARD ke liye aavedan kar chuke hain, Ve ab Mahatma Gandhi NREGA Job Card 2020-21 List me naam dekh sakte hain. Is list me apna naam check karne ke liye logo ko ab kahi jane ki aavashyakta nahi hai. Sabhi apne ghar baithe MGNREGA Job Card List me naam check kar sakte hain online.

Labharti is page se New NREGA Job Card List State wise check karne ke sath hi MGNREGA Job Cards, Payment Status bhi dekh sakte hain NREGA ke official website https://nrega.nic.in/ par jakar.

NREGA Job Card List 2020-21 – Details

ArticleNREGA Job Card List
Launched By. Ministry Of Rural Development Government of India
Name of SchemeMGNREGA (Mahatma Gandhi National Rural Employment Guarantee Act)
Year 2020-21
BeneficiariesPoor Peoples of the state
Major Benefit100 days Work
ObjectiveTo Provide Jobs under this scheme
Under Central Government
Name of StateAll India
Official Websitehttps://nrega.nic.in/

NREGA Job Card क्या है?

Yah NREGA Job Card Central Government ke dwara desh ke sabhi garib nagriko ke liye jaari kiya jata hai. Jo Mahatma Gandhi NREGA ke tahat 2005 me launch kiya gya tha. Is Card ke madhyam se Labharthi 100 dino tak kisi bhi Sarkari kaam ko kar sakte hain.

To yadi aapne bhi NREGA Job Card ke liye apply kiya hai to niche diye gye State Wise link se apne State ke official website par jakar naam check kar sakte hain.

How To Check NREGA Job Card List 2020-21 Online?

Niche bataye gye steps ko follow karke NREGA Job Card List 2020-21 ko check kar sakte hain online.

  • Ministry of Rural Development Government of India NREGA ke official website par jayen.
  • https://nrega.nic.in/netnrega/home.aspx
  • Home page se “Transparency & Accountability” section se Job Card bale option par click karen.
  • Aapke samne ek new page open hoga, Yahse apne State ke link par click karen.
  • Aapke samne is type ka page open hoga.
  • Isme apna Financial Year, District, Block & Panchayat ko select karke Proceed par click kar den.
  • Aapke screen par Job Card Number & Name ke sath List open ho jayega.
  • Is list me apna check karen, Aur “जॉब कार्ड संख्या” par click karke apni puri details ko check kar sakte hain.

NREGA Job Card List 2020-21 – (State Wise)

HARYANAView Details
JAMMU AND KASHMIRView Details
KARNATAKAView Details
NAGALANDView Details
RAJASTHANView Details
PONDICHERRYView Details
MEGHALAYAView Details
MAHARASHTRAView Details
LAKSHADWEEPView Details
GOAView Details
DADRA & NAGAR HAVELIView Details
CHANDIGARHView Details
ASSAMView Details
ANDHRA PRADESHView Details
ANDAMAN AND NICOBARView Details
ARUNACHAL PRADESHView Details
BIHARView Details
CHHATTISGARHView Details
DAMAN & DIUView Details
GUJARATView Details
HIMACHAL PRADESHView Details
JHARKHANDView Details
KERALAView Details
MADHYA PRADESHView Details
MANIPURView Details
MIZORAMView Details
ODISHAView Details
PUNJABView Details
SIKKIMView Details
TRIPURAView Details
UTTARAKHANDView Details
TAMIL NADUView Details
UTTAR PRADESHView Details
WEST BENGALView Details
LADAKHView Details
TELANGANAView Details

Aap sabhi yaha diye gye direct link se 2011-12 and 2020-21 tak NREGA Job Card List me State wise naam yani previous 10 Year ko bhi check kar sakte hain, Jiske liye step by step tarika upar batlaya gya hai.

Lekin agar aapke paas is scheme se related ko abhi bhi koi question hai to niche comment ke through puchh sakte hain.

Leave a Comment