MSBTE Time Table 2021:- Maharastra State Board of Technical Education ne Diploma ke Courses ke liye Time Table aur Date Sheet jari kar diya hai. MSBTE ne apne Official Website msbte.org.in par Summer Diploma Examination Schedule 2020 jari kiya hai, Jise aap is post me dekh sakte hai. Aur ise Online Download bhi kar sakte hai, Niche ke diye gaye Link se.
Aap sabhi ko bata den MSBTE Summer Practical Exam aur Theory Exam March aur April ke mahine me aayojan karne ja rahi hai, Niche diye gaye Time Table se aap apna Exam Date dekh sakte hai. Time Table or Date Sheet download karne ke liye yaha ek Direct Link provide ki gayi hai.
MSBTE Time Table 2021
Maharastra Technical Board ne iske Summer Diploma Examination ke liye Time Table jari kar diya hai. Jiske anusar Theory Exam se pahle Practical Exam liya jayega. Is bar ke Exam me bahut sare Candidates shamil hone bale hai. Yadi aap bhi is bar Summer Diploma Exam me shamil hone bale hai, To sabse pahle aapko iska Date sheet ke bare me jaan leni chahiye.
Board ne Exam aayojit karne ke liye sari formalities puri kar li hai, Aur ant me Practical aur Theory Examinations ke Date jari kar diye hai. Jiske anusar is bar MSBTE Summer Practical Exam 31 March se 9 April 2020 tak aur Theory Exam 16 April se 7 May 2020 tak aayojit ki jayegi. Iska Full Date Sheet isi Post me di gayi hai, Aaap chahe to iska Time Table iske Official Site se bataye gaye tarike ke anusar Download bhi kar sakte hai.
MSBTE Summer Diploma Exam Date Sheet
Examination Board | Maharastra State Board of Technical Education |
Official Website | msbte.org.in |
Course | Diploma Examination 2021 |
Staus of Time Table | Available Now |
Theory Examination Date | 16 April to 7 May 2020 |
Practical Examination Date | 31 March to 9 April 2020 |
Availability of Date Sheet | Online |
Jo Candidates Technical Courses ke liye Diploma Examinations 2021 me Shamil hone bale hai. Candidates ko Date Sheet Download karni hogi, Taki ve Exam Dates jan sake.
Is Article me aap sabhi ke liye MSBTE Summer Diploma Examination 2021 se jure important information bata rahe hai, Hamne Direct Link bhi provide ki hai, Jisse aap apna Time Table aasaani se Download kar sakte hai.
How To Download MSBTE Time Table 2021?
Niche bataye gaye Steps ko Follow kar aap MSBTE Summer Diploma Examination 2021 ka Time Table Download kar sakte hai.
- Sabse pahle iske Official Site par Visit kare.
- https://msbte.org.in/
- Yaha se aap Summer Diploma Examinations ke Link par Click kare.
- Click karte hi aap iske Time Table Download bale page par chale jaoge.
- Vaha apna Course ya Paper Code select kar Click kare.
- Aapka Time Table Show ho jayega.
- Jise aap Download bhi kar sakte hai.

Important Links | https://msbte.org.in/ |
Download Time Table | CLICK HERE |
Maharashtra Diploma Examination 2021
Maharastra Diploma Examination 2020 me is bar badi sankhya me Candidates shamil hone bale hai, Candidates iske liye Form bhar chuken hai, Aur ab ve Admit Card jari hone ka intejar kar rahe hai. MSBTE ne Maharastra Technical Board ke sabhi Affiliated Colleges ke liye Date Sheet aur Time Table jari kar di hai.
Date Sheet iske Official Site par jari kar di gayi hai, Aur is Article me bataye gaye tarike ke anusar Time Table Download kar sakte hai. Bahut Jald hi iska Admit Card bhi jari kar diya jayega, Jiski puri jankari aapko isi Page par mil jayegi.
About MSBTE
Maharashtra State Board of Technical Education (MSBTE) is an autonomous Board of Government of Maharashtra mandated to regulate matters pertaining to Diploma Level Technical education in the state. Curriculum development- it’s efficient implementation strategies through faculty development programs, student development initiatives, industry-institution interaction, Academic monitoring, and various online evaluation activities have been the significant insignia of MSBTE. In the recent past, MSBTE has made its foray into skill development activities, thus broadening its horizon and area of service. However, the revision of curricula to suit the essence of the industry as expected from diploma students had become a dire need and of late a very important parameter for employability which has been accomplished and implemented from the academic year 2017-18.