MU Part 2 Result 2021:- Hello Friends, Magadh University, Gaya ne apne official portal par BA, B.Sc, B.Com 2nd Year Exam Results online release kar diya hai. Jo students wait kar rahe the ki Magadh University UG Part 2 Exam Result kab aayega, Ve apne Result ki janch karne ke liye Mu ke result portal par visit kar sakte hain. Students is web page se bhi Magadh University BA Part 2 Result 2021 check kar sakte hain jinhone exam diya hai. Kyunki MU BA, B.Sc, B.Com Part 2 Results online janchne ke liye direct link provide karaya gya hai. Students MU ke official website @magadhuniversity.ac.in and niche section me diye gaye link se Result and Scorecard download kar sakte hain.
Latest Update:- Magadh University BA/ B.Sc/ B.Com Honor’s & General Part 3 Result 2021 Online Jari Kiya Hai, Aur Bahut Jald Part 2 Result Bhi Jari Kar Diya Jayega.
Magadh University BA, B.Sc, B.Com Part 2 Result 2021 ki khoj kar rahe students jald hi MU ke official portal se check kar payenge, Jiski jankari hmne is post me di hai. Bataya hai ki MU 2nd Year Result kis tarah online check karna hai wo bhi aasani se.
Magadh University Part 2 Result 2021
Magadh University ke affiliated colleges me Session 2020-21 ke liye BA, B.Sc, B.Com (Honor’s/ Subsidiary/ General) Courses me study karne vale sabhi students jisne Exam diya hai aur Result check karna chahte hain to Magadh University Part 2 Exam Result ko http://125.99.186.42/v3search.aspx par jaari karne ke liye puri tarah taiyar hai. Iske officially MU 2nd Year Results publish hone ke baad check karne ke liye students ko Roll Number ka upyog karna hoga. Result online kaise janch kar payenge iski step by step jankari niche mil jayegi.
Magadh University BA/ B.Sc/ B.Com Part 2 Result 2021 Information
Yadi aap bhi Magadh University ke Bachelor’s Degree Courses 2nd Year Examinations 2020-21 me shamil the, To MU, Bodh Gaya ke official authority dwara upcoming days me BA Part 2 Result ghoshit kiya gya hai check karne ke liye official portal par ja sakte hain. Aur Magadh University Graduation Part 2 Exam Result Date 2021 ke bare me brief information table se prapt kar sakte hain.
Name of the University | Magadh University (MU), Bodh Gaya |
Examination | UG Part 2 Exam |
Course Offered | BA/ B.Sc/ B.Com |
Type of Exam | Annual Exams |
Exam Session | 2020-21 |
Result Release Date | Notify Soon |
Mode of Results | Online |
Result Download Link | http://125.99.186.42/v3search.aspx |
Official Site | https://www.magadhuniversity.ac.in/ |
@magadhuniversity.ac.in BA Part 2 Result Date 2021
Magadh University ne various exam centers par Bachelors of Arts (BA), Bachelor of Science (B.Sc) and Bachelor of Commerce (B.Com) Part 2 Exam saphaltapurvak aayojit ki hai. Annual examination me upsthit huye students result ka besbri se intejar kar rahe hain ve MU ke official webite se Roll Number kar jariye Result ki janch kar sakte hain. Students apna result name wise bhi check kar sakte hain.
Magadh University BA Part 2 Result online janchne ke kuchh din baad students apne College or University Campus se original mark sheet prapt kar sakte hain.
How to Check Magadh University Part 2 Result 2021?
Magadh University BA, B.Sc, B.Com Part 2 Result online ke madhyam se janchne ke liye niche diye gaye simple steps ko follow karen.
- Magadh University ke official website par visit karen i.e https://www.magadhuniversity.ac.in/.
- Website ke home page se “Result” tab par click karen.
- Result page open ho jayega.
- Ab apne Course ko select karen, Jiska Result aap check karna chahte hain.
- I.e Magadh University B.A Part II Result.
- Ab apna Roll No. & dther details ko enter karke Search Result par click kar den.
- Aapke screen par marks, scorecard show ho jayega.
- Is prakar apna MU Part 2 Result online check kar payenge.
Direct Link – Magadh University Part II Result 2021
Magadh University BA Part II Result 2021 | CLICK HERE |
Magadh University B.Sc Part II Result 2021 | CLICK HERE |
Magadh University B.Com Part II Result 2021 | CLICK HERE |
MU Result Portal | http://125.99.186.42:8080/V3SEARCH.ASPX |
Official Website – https://www.magadhuniversity.ac.in/
About Us:-
Magadh University was established on 1 March 1962. Magadh University has the honor of being the largest university in Bihar, with its 19 constituents and about 39 affiliated colleges, 1 Engineering College, 2 Law Colleges and 2 Dental Colleges spread over the districts of Gaya, Nawada, Jehanabad, Arwal and Aurangabad.
The university is located in a vast area of land around Bodh Gaya, the holy site of the enlightenment of Lord Buddha, whose campus shines with the natural beauty of the trees and plants covered with silver sheets of the land’s silver sheet.